Google Opinion Rewards ( Earn Money)

Hello dosto Aaj main aap sab ko Google ki app google Opinion Rewards ke baare me btauga, waise to kaafi log iss app ke baare me jaante honge lekin jo log iss app ke baare me nahi jaante honge wo iss post ko poora pade, aap sab ko pata chal jayega ki iss app ko kaise use karna hai or iss se aap thoda bahut earn bhi kar sakte hai or uss money se aap play store se koi bhi paid app yaa phir games nuy kar sakte hai or iss app se earning karna kaafi asaan hai or isme aap ke saath koi frod bhi nahi hoga, kyo ki ye google ka product hai or google pe logo kaa kaafi acha vishvash hai, or iss post ko aage pade or jaane iss app se kaise earn karna hai.

Google opinion rewards : Dosto iss app ko aap play store se download kar sakte hai, baaki main aapko yaha pe link de doonga, jab uss link pe aap click karoge to play store pe chale jaoge or waha se iss app ko download kar lo.

How to use ; Dosto jab aap iss app ko download kar loge to iss app ko open karne ke baad aap iss app pe apna account create karlo, or phir uske baad aapko ek survey complete karne ke liye bolo jayega or iss survey me aapko koi app yaa kuch game download karne ke liye nahi bolege, sirf kuch simple se question puche jaege or unn question ko aapne answer karna hai or jab survey complete ho jaege to aap ko kuch paise milege, har ek survey ke alag alag paise milege or jo first survey hoga uss survey ke aapko paise nahi milege, or wo sirf ek demo survey hoga, uss ke baad jitne bhi survey honge sab ke paise milege, aap ek month me 100-200 rupees earn kar sakte ho, maaanta hoon jyada nahi hai but itne paise se aap play store pe apni manpasand game yaa phir kisi app ko buy kar sakte ho, or agar aap ko ye post pasand aayi to isse apne friends ke saath jrur share kare.

Google opinion rewards : Click

Comments

Popular posts from this blog

How to Manually Install a WordPress Plugin?

CS:GO tips: Counter-Strike: Global Offensive guide 2020

How to Install and Activate WordPress Plugins in 3 Easy Steps