GTA SAN ANDREAS APK+OBB
Hello Friends Aaj hum Gta San Andreas game ke baare me baat karege, ye game bhi bilkul Gta vice city ki tarah hai. Agar aap ne gta vice city nahi download ki hai to abhi karle kaafi achi game hai. Inn gta games ki khaasiyat hi yahi hai ki ye hame kabhi bhi boring game nahi lagta, kyo ki iske missions hi itne jyada hai, ki aap kaafi din iss game ko khel sakte ho or missions itne bhi asaan nahi hai to iss liye time jyada lag sakta hai. Baaki aap mere se to better hi kheloge.
Game Details : Iss game ko bhi rockstar games ne Published kiya hai, or isse Developed wardrumstudios ne kiya hai. Iss sameh play store pe iss game kaa price 220Rs hai, or ise abhi tak play store se 1 Million se jyada logo ne download kiya hai. or mujhe bhi ye game kaafi pasand hai, Iss liye main isse din-raat nahi khelta kyo ki jyada khelne se shayd meri pasand badal jaye, lekin game me aisi koi bhi kami nahi hai jo aap khelne pe majboor naa kare, ab aap soch rahe hoge ki iss game ko download kaise kare kyo ki upar maine iss game kaa price btaya hai, Lekin maine sirf price btaya hai apki information ke liye, download to hum isse free me hi karege. ab ye mat sochna ki kaise download karege, bas aap niche diye gaye steps ko dhyaan se follow kare , Aapki game download bhi ho jaegi or work bhi karegi. game me aapko mission to milege hi or saath me jo story hogi uska ek alag hi maza hoga, iss game kaa total gameplay 70hours hai. to main umeed karta hoon ki iss game se aapke kuch din to asaani se gujar jayege. Tab tak ke liye main aapke liye koi or game Download kar loonga jo ki iss game se bhi jyada achi hogi.
Dosto aapko game kaisa laga ye hame comment section me jrur btaye, or agar aap iss tarah ki or games download karna chahte ho, to aap hamare iss blog ko jrur Follow kare, Kyo ki hum issi tarah ke games aapke liye laate rahege. dosto jo bhi aapko game chahiye wo aap hame comment section me bta sakte hai, hum poori koshish karege ki wo game kahi se bhi dhoond kar aapke liye le Aae.
Step by Step ;-
Download Data : Click

- Sab se pehle Apk Install kare.
- Phir game kaa data download karle.
- Z archiver software play store se download kare.
- Phir game ki zip file ko Extract karle.
- Jo folder aaya hai use yaha move kare.
- Internal storage/Android/Obb
- play game.
Download Data : Click
Comments
Post a Comment