PES 2018 APK+OBB
Hello Dosto Aaj hum ek sports game ki baat karege, or uss game kaa naam hai PES 2018 hai or agar aap ko bhi sports game khelna pasand hai to aap iss game ko bilkul bhi miss mat karna, kyo ki iss game me aapko hiigh graphics milege or aap sabhi jaante hi honge iss game konami ne published kiya hai or yahi company pc or gaming console ke liye bhi game launch karti hai, to aap iss baat se andaaza lga sakte hai ki iss game ke graphics kitne shaandaar honge, lekin sab se bada panga ye hai ki iss game kaa size 1.5gb hai or jio user iss game ko download nahi kar paa rahe, issi liye main aap sab ke liye iss game ko parts me le kar aaya hoon, to aap bade asaani ke saath sabhi parts download kar sakte hai or apni game ko download kar ke enjoy kar sakte hai, baaki iss game ke baare me mujhe jyada btaane ki jrurat nahi hai kyo ki iss game ke baare me desh kaa bacha-bacha bhi jaanta hai or fifa lovers to dooniya bhar me hai to aap bus iss game ko download karo or enjoy karo, or aap niche diye gaye steps ko dhyaan se follow kare to aapki game chal jayegi, or ho sake to iss post ko apne friends ke saath share kare taaki wo bhi iss game ko download kar sake.
Step by Step :-
Data part 1 ; Click
Data part 2 ; Click
Data part 3 ; Click
Data part 4 ; Click
Data part 5 : Click
Step by Step :-
- Sab se pehle Apk download kare.
- Phir apk Install karle.
- Ab game ke sabhi parts download karle.
- Phir play store se z archiver software download kare.
- Dosto game ke sabhi parts ek folder me hi rakhe.
- Ab z archiver open kare.
- Ussi fokderme je yaha pe sabhi parts hai.
- Ab part 1 pe click kare or extract here pe click kar de.
- Jo folder aaya hai usse yaha pe move kare.
- Internal Storage/android/obb
- Ab aap game khel sakte ho.
Data part 1 ; Click
Data part 2 ; Click
Data part 3 ; Click
Data part 4 ; Click
Data part 5 : Click
Comments
Post a Comment