BEST PPSSPP SETTING BEN 10
Hello Dosto Aaj hum aapko Ben 10 Alien Force Viglax Attack ki ppssspp setting btayege, jiski madad se aapkke phone me game smooth chalega. Aap sabhi jaante hi ho ki ppsspp ke sabhi game hamare android phone me slow chalte hai, kyo ki ppsspp emulator ki requirement kaafi jyada hai to iss liye hamare phone me game sahi se nahi chal pata, lekin kaafi logo ke paas Ache specification wale device hai par phir bhi unke phone me game slow chalti hai, to iska reason yahi hai har game ki aik alag setting hoti hai, jiski madad se game smooth work karta hai, to isme main aapko Ben 10 game ki setting btauga or saath me screenshot bhi doonga jiski madad se aapko kaaf easy ho jaega. or dosto dheere dheere main aapko sab ppsspp games ki setting bta dunga, taaki jitni bhi ppsspp games hai wo aapke phone me smooth work kare. Agar aap issi tarh ke or updates chahte hai to hamare iss blog ke saath bane rahe hum aapko yahi pe updates dete rahege.
Step 1 : Simulate block transfereffects : On
Step 2 : Auto frameskip : On
Step 3 : Frameskipping : 1
Step 4 : Prevent FPS from exceeding 60 (Speeds up GoW) : On
Step 5 : Alternative Speed (In %,0=unlimited) : 300%
Step 6 : Go to system setting
step 7 : Change emulated PSP's CPU clock (unstable) : 222
Thanks for Reading.
Step 1 : Simulate block transfereffects : On
Step 2 : Auto frameskip : On
Step 3 : Frameskipping : 1
Step 4 : Prevent FPS from exceeding 60 (Speeds up GoW) : On
Step 5 : Alternative Speed (In %,0=unlimited) : 300%
Step 6 : Go to system setting
step 7 : Change emulated PSP's CPU clock (unstable) : 222
Thanks for Reading.
Comments
Post a Comment