GTA 4 GAME COMING SOON 4 ANDROID
Hello Friends jaisae ki aap jaante hi ho ki har jagah sirf aik hi news hai, ki Gta 4 Android ke liye 2018 me launch ho jaega, Aap youtube pe bhi kaafi videos dekh sakte ho jisme kaafi bade channel iss baat kaa dawa kar rahe hai ki Gta 4 android me iss saal pakka launch ho jaega, kyo ki Rockstar games har 10th Anniversary ko apna purana game android ke liye launch kar deta hai to iss hisab se Gta 4 Bhi iss saal launch ho jaega, yaa phir ye sirf aik news ban ke reh jaegi.
Dosto Aap mujhe btao ki jo pehle hota hua aaya hai wo phir se hoga mera matlab Rockstar kya sach me Gta 4 Iss saal android ke liye launch kar dega or Gta 5 ke baare me bhi kaha jaa raha hai wo game 2023 me android ke liye launch ho jaegi, Lekin dosto main gta 5 ke baare me to kuch nahi keh sakta kyo ki uska iss news ke hisab se kaafi Time hai, lekin gta 4 ki baat jrur karege, kyo ki mujhe nahi lagta ki Gta 4 iss saal Android ke liye launch hoga, kyo ki abhi Gta vice city Stories bhi android ke liye launch nhi hua hai or usse launch hue bhi 10 Saal se jyada ho chuke hai, to yaha tak mujhe lagta hai ki Rockstar iss saal Gta vice city Stories iss saal Release kar sakta hai, to yahi Reason hai ki Gta 4 iss saal release hona mujhe thoda mushkil lagta hai, baaki agar release hota hai to mujhe sab se jyada khushi hogi, or ye bhi news kaafi aa rahi ki Rockstar ne apne Twitter account pe ye post kiya tha ki gta 4 is saal android ke liye launch hoga, par baad me uss post ko iss liye delete kar diya geya taaki wo surprise rahe, baaki aap socho agar unka surprise kaa plan hota to wo post nahi karte ye news, agar unhone kar di thi to wo delete kyu karege, kyo ki koi badi company Release hone se pehle Announcement karti hai naa ki hamare liye surprise plan karti hai, kyo ki wo hum logo kaa reaction or response dekhna chahte hai, to baaki aaapko kya lagta hai mujhe comment section me jrur btana.
Thanks for Reading.

Comments
Post a Comment