MAN OF STEEL APK+OBB

Hello Dosto Aaj main aap sab ki favorite game Man of Steel game ke baare me baat karne wala hoon, Iss game ko leke mujhe kaafi comments bhi aa rahe the or Finally ye game mujhe mil geya hai or main aapko iss game ko parts me convert kar ke de raha hoon to aapne sabhi parts download karne hai baaki main aapko niche step by step guide kar doonga, aap unn sabhi Steps ko dhyaan se follow karna aap ki game start ho jaegi, uss se pehle game ke baare me baat kar lete hai.

Game Details : Dosto Superman kaa naam hi kaafi bada hai, shayad hi koi hoga jo superman series ke baare me jaanta nahi hoga, iss character ke upar kaafi comics or cartoon series bhi ban chuki hai or itna hi nahi iss par kaafi hollywood movies bhi ban chuki hai, jo ki kaafi hit bhi hai. Dosto iss game kaa size jyada hai to iss hisab se aap soch sakte hai ki game ke graphics bhi kaafi ache honge, iss game me aapko 3d graphics milege to aapko khelne me kaafi maza aayega or ye game koi storyline type to nahi hai, kyo ki story ke hisab se iss game ko bnana thoda mushkil hota, iss liye iss game ko fighting game banaya hai or dosto ye game aapko apne phone ke gpu ke hisab se Step By Step :-

  1. Sab se pehle phone kaa gpu check kare.
  2. Phir gpu ke hisab se Apk or Data download kare.
  3. Dosto Data ke sabhi parts download kare.
  4. Ab play Store se Z archiver Software download kare.
  5. Phir Aap Apk ko install karle.
  6. Ab Z archiver open kare or uss folder me jae, yaha pe data kke sabhi parts hai.
  7. Ab part 1 pe click kare or extract here pe click karde.
  8. Jab File extract ho jae to ek naya folder aayega.
  9. Uss folder ko yaha move kare.
  10. Internal Storage/Android/obb
  11. Ab aap game khel sakte hai.
  12. Phir comments me thanks bhi likh sakte hai.

Aderno : Apk Part1 Part2 
Mali : Apk Part1 Part2 

Power Vr : Apk Part1 Part2 
Tegra : Apk Part1 Part2 

Comments

Popular posts from this blog

How to Manually Install a WordPress Plugin?

CS:GO tips: Counter-Strike: Global Offensive guide 2020

How to Install and Activate WordPress Plugins in 3 Easy Steps