TOP 5 OPEN WORLD GAMES FOR ANDROID 2018
Hello Dosto Aaj main aapka Top 5 Open world games ke baare me btauga, waise to aaj jitne bhi naye game launch hote hai wo open world hi hote hai, Kyo ki sabhi logo ko ab open world game hi jyada pasand aate hai or gta ke jitne bhi games hai wo open world hi hote hai, iss liye yaha pe main sirf aik gta game ko hi add karuga, baaki main aapko or games btauga.
Gangster New Orleans : Dosto iss game ke liye hume kaafi wait karna pada tha, kyo ki play store pe sabhi phones me ye game not compatible btata tha, Lekn baad me iss game ke update Aane lage or dheere-dheere ye game sabh phones me Compatible ho chuki hai, iss liye main aapko play store kaa link bhi de dunga or agar waha pe not compatible likha aaye to main aapko aik manually download link de dunga, waha pe sirf apk hoga usse download karne ke baad game andar se download hoga. Iss game ke graphics kaafi ache hai agar aap gta ke games khel kar bor ho chuke ho to aap ye game try kar sakte ho aapko pasad ayegi.
Play Store : Click
Gangster New Orleans : Click
Gta San Andreas : Dosto ye game hai to kaafi purana lekin aaj bhi iss game ko itne download milte hai, jo ki shayad aik nayi game ko naa mile, Iss liye iss list me Gta san andreas Doosre No par hai. ab main iss game ke baare me jyada nahi btauga, kyo ki iss game ke baare me to aap mujhse bhi jyada jaante hoge. Lekin ye game play store par free nahi hai, par main aapko jo Download link Provide karuga waha se aap iss game ko free me download kar skate ho, Jis link pe aap jaoge waha pe main step by step guide kia hua hai, aap unn sbahi steps ko dhyaan se follow karna or uske baad aapki game work kar jaegi.
Gta San Andreas ; Click
Six Guns : Gang Showdown : Dosto Ye game baaki games se bilkul alag hai kyo ki ye open world game aik city me nahi balki aik Village me hai jo ki kaafi bada hai , Iss game me aap horse riding bhi kar sakte ho or iss game me aap jab missions kheloge to aapko ghost kaa bhi sahmana karna padega, jo ki kai baar iss game me mushkil kaa karan bante hai, kyo ki unn ko khatam karna kaafi mushkil hota hai . Main iss game kaa play store kaa link de duga or saath me aapko aik mod version kaa link bhi doonga kyo ki mod se game khelna asaan ho jaata hai aap kuch bhi buy kar sakte ho, chaahe phir wo koi expensive weapon ho yaa phir koi horse, kyo ki aap ko isme Unlimited money milegi, lekin aap iss mod ko offline hi khele, kyo ki ye mod online nahi work karega.
Play Store : Click
Six Guns : Gang Showdown ; Click
Gangster Vegas : Mafia game : Dosto ye game bhi kaafi puran hai lekin abhi bhi iss game me aapko updates milti rehti hai, kyo ki log aaj bhi iss game ko kaafi pasand karte hai or ye play store par free bhi hai or ye game gta ki sabhi games ko takkar bhi deti hai. Iss game ke graphics bhi kaafi ache hai, Yaar graphics to ache hoge hi kyo ki iss game ko gameloft ne published kiya hai or gameloft ke games ke baare me aap jaante hi ho ki wo kitne ache hote hai.Iss game kaa main aapko play store kaa link de duga kyo ki agar main aapko koi doosra link dunga to ka agar iss game ki koi update a jaati hai to old update wala game work nahi karta to iss liye game ko play store se hi download kare.
Gangster Vegas : Click
The Amazing spiderman 2 : Dosto ye game agar play store se download naa kare to ye game work hi nhi karta tha, lekin ab iss game kaa latest apk aa chuka hai or ye game ab kaafi devices me work karta hai. Lekin kuch phones abhi bhi hai jo iss game ko support nahi kar paate. Ye game 2017 me to kaafi deman me raha hai, kyo ki ye game agar koi aik baar khel le to wo bhi iss game kaa Dewaana ho jaega. Main aapko play store kaa link nahi dunga kyo ki waha pe iss game ka price kaafi jyada hai, main aapko aik or link de duga yaha se download karne ke baad aapka game me free me install ho jaega.
The Amazing Spiderman 2 : Click
Thanks For Reading.

Comments
Post a Comment