TOP 5 FIGHTING GAMES FOR ANDROID 2018
Hello Dosto Aaj hum baat karege fighting games ke baare me, Play store par jyadatar jitne bhi fighting games hai wo free hai. Lekin ab hum aapko Top 5 games ke baare me btayege jo ki kaafi logo ne pasand ki hai or unn games ki rating bhi kafi achi hai. Shadow Fight 3 : Dosto iss game ke liye hume kaafi intzaar karna pada tha, lekin ab ye play store pe launch ho chuka hai, Or iss game kaa size 672Mb hai. Shadow fight 2 ke hit hone ke baad iss game kaa trailer aa geya tha lekin game kaafi der baad launch hua. Iss game me aapko 3d characters milte hai or game me aapko kaafi ache weapon bhi milte hai. to main bas yahi kahuga ki iss game ko abhi download karlo or aap khud khel ke btayo ki aapko ye game kaisa laga. Shadow fight 3 : Click WWE Mayhem : Iss game kaa Trailer launch hote hi log iss game kaa besabri se intzaar kar rahe the or ye game bhi ab play store pe launch ho chuka hai. Agar aap wwe dhekte ho to aapko ye game kaafi pasand aayega. Iss game kaa size 278Mb hai, jo ki kaafi...